×
App Name
Faster & lighter experience
👋
Baad mein install karein
Agar abhi nahi karna, toh baad mein browser se aise karein:
⋮
1. Menu dabayein
Browser ke corner mein 3 dots
📲
2. Install App
"Add to Home Screen" chunein
Dekh Lo Mujhe Palat Palat Kar
SuFi Saaz
Lyrics
Song Title: Dekh Lo Mujhe Palat Palat Kar
Singer: Piyush Shukla
Artist: Piyush Shukla
Channel: Bmg Super Hindi
Publish Date: 4 February 2025
Lyrics:
Dekh lo mujhe palat kar, dekh lo mujhe palat,
Gaya jo main kabhi na dekhunga tujhe.

Haath pakad loge toh saath sabhi,
Chala gaya toh phir na waapas aaunga kabhi.

Tujhko main thukraun aisi chahat na meri,
Jhuk kar tujhse pyaar karun yeh aadat na meri.

Saath jo mera dogi saath de paunga tabhi,
Chala gaya toh phir na waapas aaunga kabhi.
Chala gaya toh phir na waapas aaunga kabhi.
Tera dard na samajhun aisi fitrat na meri,
Sauda tera yaar karun yeh hasrat na meri.

Par bik jaaye ishq mera aisi na kar dillagi,
Chala gaya toh phir na waapas aaunga kabhi.
Chala gaya toh phir na waapas aaunga kabhi.
Chala gaya toh phir na waapas aaunga kabhi,